Hi friends……
Let me share with you some of the guitar chords of some famous songs. If you want chords for any specific song, please feel to contact me. cya……
Rock On………..
C D A
Dil kya kehata hai mera kya main bataau
C D A
Tum yeh samajhoge shaayad main paagal hoon
Dil kya kehata hai mera kya main bataau
Tum yeh samajhoge shaayad main paagal hoon
Dil karta hai tv tower pe main chadh jaau
Chilla chillake main yeh sabse keh du
A D C
Rock on, hai yeh waqt ka ishaara
G D A
Rock on, har lamha pukaara
A D C
Rock on yuun hi dekhata hai kya tu
G D A
Rock on jindagi milegi na dobaara
Dil karta hai sadko par jor se gaau
Sab apane apne ghar ki khidaki khole
Phir main aise joshilein geet sunaau
Mere geeto ko sunke sab yeh bolein
Rock on…
F#m C A
Jaise jine ko dil chaahe ji waise tu
F#m C
Meri toh hai bas yeh raay ki
D A
Apne jitane bhi armaan hain pure karle tu
Rock on…
Tu dhoop hai (Tare Zameen Par)………
Em/A/Em/A/Em/A/Em/A
Em A
Kholo kholo darwazey pardey karo kinarey
Em A Em/A/Em/A
Khuntey se bandhi he hawa mil ke chhudao saarey
Em A
Ajaao patang leke apne hi rang leke
Em A Em/A/Em/A
Aasma ka shamiyana aaj hamein he sajaana
Em A Em A
Kyo is kadar heraan tu
Em A Em A
Mausam ka he mehmaan tu
Em A Em A
Oo.. duniya saji tere liye
Em A Em A
Khud ko zara pehchan tu
Bm
Tu dhoop he chham se bikhar
G A
Tu he nadi oh bekhabar
Bm
Bah chal kahi ud chal kahi
G Em
Dil khhush jahan teri to manzil he yaheen
Kyo is kadar…mehmaan tu
Baasi zindagi udasi
Taazi hansne ko razi
Garama garam saari abhi abhi he utari
Ho zindagi to hey batasha
Meethi si hey aasha chakhle rakhle
hathheli se dhak le isey
Tujh mey agar pyaas hey
Baarish ka ghar bhi paas he
Rokey tujhe koi kwyon bhala
Sang sang tere aakash hey
Tu dhoop he…
A Em A
Khul gaya aasma ka rasta dekho khul gaya
Em A Em
Mil gaya kho gaya thha jo sitara mil gaya mil gaya
Em A Em A
Roshan hui sari zameen
Em A Em A
Jagmag hua sara jahan
Em A Em A
Oo.. udney ko tu azaad he
Em A Em A
Bandhan koi ab he kahan
Kyo is kadar..
Meri Sapno Ki Rani…………
Am G Am
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Am G F
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Am G C
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
G Am
Chali aa, tu chali aa
Am
Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan
G Am
Sab rang raliyaan poochh rahi hain – 2
G Am
Geet panghat pe kis din gaayegi tu
Mere sapnon ki…
Phool si khilke, paas aa dil ke
Door se milke chain na aaye – 2
Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu
Mere sapnon ki rani…
(Kya hai bharosa aashiq dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye) – 2
Aa gaya to bahut pachtaayegi tu
Mere sapnon ki rani…
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
Chali aa, tu chali aa
Chali aa, haan tu chali aa
Who Lamhe……….
Am G
Wo lamhe wo batien koi na jaane
Am
Yeh kaisi ratien
G F G
Ho barsatein wo bheegi bheegi yaadien
Am
Wo bheegi bheegi yaadien
Am G
Na main jaanu naa tu jaane
Am G
kaisa hai ye mausam koi na jaane
G C Am C Am
Kahan se ye fiza aayi gamon ki dhoop sang layi
G Am G
Juda ho gaye hum khafa ho gaye hum
(Lyrics incomplete)
Made in India ………
Gm
Dekhi hai saari duniya, Japan se leke Russia
F Gm
Australia se leke America
Dekha hai pyaar ka sapna, dil chaahe koi apna
Mil jaaye gar ek saathiya, ek desiya
Gm F Gm
Made in India, made in India
Eb F Gm
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho made in India, ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India
Tan gora ho ya kaala, par ho sachcha dilwaala
Chaandi nahin, sona nahin, koi heera
Dil jiska hindustani, nahin koi englistani
Raat aur din mujhe pyaar koi karne waala
Made in India…
O ho ho ho made in India, ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India
Kaisi hai yaar ameeri, kaisi dildaar gareebi
Achchha hai kya, kya hai bura, mujhko pata
Dekhi hai saari duniya, Japan se leke Russia
Australia se leke America
Made in India, made in India
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho made in India, ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho made in India, made in India
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho made in India, ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India
Aap Jaisa Koi Meri……….
G Am G Am
Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye
Am G
To Baat Ban Jaaye, Haan Haan Baat Ban Jaaye …
Em
Phool Ko Bahaar, Bahaar Ko Chaman
C D
Dil Ko Dil, Badan Ko Badan
Em G D Em
Har Kisiko Chahiye Tan Ka Milan
Em D
Kash Mujh Par Aisa Dil Aapka Bhi Aaye
To Baat Ban Jaaye …
Mein Insaan Hoon, Farishta Nahin
Dar Hai Behak, Na Jaun Kahin
Tanha Dil Na Sambhlega Pyar Bina Yeh Tadpega
Aapsa Kahan Hai Dil Aapko Hi Paaye
To Baat Ban Jaaye …
Bhigee bhigee…….
Em
Bhigee bhigee see hai ratein, bhigee bhigee
G
Yadein bhigee bhigee batein, bhigee bhigee
Em F
Aankhon me kaisee namee hai
Em F
Aa ha ha ha aa ha………. – (3)
Sapno kaa sayan palko pe aya,
Pal me hasaya pal me rulaya
Phir bhee yeh kaisee kamee hai
Aa ha ha ha aa ha………. – (3)
Em Cmaj7 Bm
Na jane koyee kaisee hai yeh zindaganee
C B Em
Zindganee hamari adhuree kahanee – (2)
Aadhee aadhee jagee aadhee aadhee soyee
Aankhe yeh teree toh lagta hai royee
Lekar ke nam hamara
Aa ha ha ha aa ha………. – (3)
Rutha rutha rab chhuta chhuta sab
Tuta tuta dil tere bina abb,
Kaise ho jina ganwara
Aa ha ha ha aa ha………. – (3)
Na jane koyee kaisee hai yeh zindaganee
Zindganee humari adhuree kahanee – (2)
Bhigee bhigee see hai…
Chaiyya Chaiyya……….
E Asus2
Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaaon
E Asus2
Paanv Ke Neeche Jannat Hogi
E Asus2 A
Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaaon
G
Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya,
A
Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya
G
Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya,
A
Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya – 2
A
Saare Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya – 2
Paanv Janat Chale Chal Chaiya Chaiya – 2
A
Woh Yaar Hai Jo Khusbhu Ki Tarah
D
Jiski Zubaan Urdu Ki Tarah
G
Meri Shamo-raat Meri Kaynaat
A
Woh Yaar Mera Saiyyan Saiyyan
Chal Chaiyya Chaiyya…
A
Gulposh Kabhi Itraye Kahin,
Mehke To Nazar Aa Jaye Kahin – 2
A
Taabeez Banaa Ke Pahnoo Use Aayat Ki Tarah Mil Jaaye Kahin
A A#
Taabeez Banaa Ke Pahnoo Use Aayat Ki Tarah Mil Jaaye Kahin
A
Gulposh Kabhi Itraye Kahin, Mehke To Nazar Aa Jaye Kahin
A
Mera Nagma Wahi Mera Kalma Wahi -2
A
Yaar Misaale Os Chale
G
Panv Ke Tale Firdaus Chale
D
Kabhi Daal Daal Kabhi Paat Paat
A
Main Hawa Pe Dhoondho Uske Nishaan
Saare Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya – 2
Paanv Janat Chale Chal Chaiya Chaiya – 2
A
Main Uske Roop Ka Shahdayi
D
Woh Dhoop Chaanv Sa Harjai
G
Woh Shokh Hai Rang Badalta Hai
A
Main Rang Roop Ka Saudaai
A
Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaanv
D
Panv Ke Neeche Jannat Hogi – 2
G
Meri Shamo-raat Meri Kaynaat
A
Woh Yaar Mera Saiyyan Saiyyan
Chal Chaiyya Chaiyya…
Chura liya hai………..
Am G
Chura liya hai tumne jo dil ko
Am E
Nazar nahin churaana sanam
Am G
Badalke meri tum zindagaani
Am E
Kahin badal na jaana sanam
E7
Le liya dil haan haan mera dil
A
Haaye dil lekar mujhko na behkana
Chura liya hai tumne…
Am G Am
Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Am G Am
Guzar na jaaye yeh din kahin issi tamanna mein
E7
Tum mere ho haan tum mere ho
A
Aaj bas itna vaada karte jaana
Jab we met……..
Gm Eb
Hum Jo Chalane Lage,
Gm Dm
Chalane Lage Hain Yeh Raaste
Gm Eb
Aa Ha Ha Ha Manjil Se Behtar
Gm
Lagane Lage Hai Yeh Raaste – 2
Gm Bb
Aao Kho Jaaye Hum,
Eb
Ho Jaaye Hum Yuun Laapata
Gm Bb
Aao Milo Chalein,
Eb
Jaana Kahaan Na Ho Pata
Hum Jo Chalane Lage…
Gm Bb
Baithe Baithe Aise Kaise Koi
Gm F
Rasta Naya Sa Milein
Gm Bb
Tu Bhi Chalein Main Bhi Chaloon Honge,
Gm F
Kam Yeh Tabhi Faasalein – 2
Aao Tera Mera
Na Ho Kisise Waasta
Aao Milo Chalein,
Jaana Kahaan Na Ho Pata
Hum Jo Chalane Lage…
Aankhein Kholein Nindein Bolein Jaane
Kaisi Jagi Bekhudi
Yahaan Wahaan Dekho Kahaan Leke
Jaane Lagi Bekhudi – 2
Aao Mil Jaayega
Hoga Jahaan Pe Raasta
Aao Milo Chalein,
Jaana Kahaan Na Ho Pata
Hum Jo Chalane Lage…
Kaho na Pyaar hai………..
Bm F#m Bm E
Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Bm E
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana – 2
A E
Khaali haath aaye hain
A E
Khaali haath jaayenge
A E A E
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
A E7 A E D
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
F#m C#m
Ae mere dil tu gaaye jaa
F#m C#m
Ae aaye aao aaye aa – 2
F#m Bm A
Oh, aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai
F#m
Haan koi sapna bhi hai
Oh, duniya mein mera koi apna bhi hai
Haan koi apna bhi hai
F#m E F#m C#m
Ek chehraa khaas hai, jo dil ke paas hai
Honton pe pyaas hai, milne ki aas hai
A E7 A E D
Dilbaron ka magar kahan koi thikaana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa – 2
Oh, jeevan khushiyon ka ek jhonka sa hai
Haan koi jhonka sa hai
Oh, aur yeh jhonka ek dhoka sa hai
Yeh kaisi hai khushi, jal jalke jo bujhi
Bujh bujhke jo jali, milke bhi naa mili
Doston par kisi haal mein naa ghabaraana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa – 2
Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana
Khaali haath aaye the hum
Khaali haath jaayenge
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa – 2
It’s the time to Disco……….
Bm F#m
Dil Hai Mera Deewana Kya,
Bm F#m
Kehta Hai Ab Ghabrana Kya
Bm F#m
Taal Pe Jab Jhoome Badan,
Bm F#m
Hichkichana Sharmana Kya
D C#m
Khul Ke Jhoomon Khul Ke Gaao,
Bm E
Aao Aao Yeh Khul Ke Kaho..
F#m Bm
It’ s The Time To Disco,
F#m Bm
It’ s The Time To Disco
F#m Bm
Kaun Mile Hai Kisko,
E F#m
It’ s The Time To Disco
F#m E
Balkhata Hai Badan Aisi Jo Taal Hai,
D E
Saanson Mein Chalti Hai Aandhiyaan
F#m E
Behkata Hai Yeh Maan Ab To Yeh Haal Hai
D E
Masti Mein Khoye Hai Hum Yahan
D C#m
Tum Bhi Khoke Mast Hoke,
Bm E
Koi Toke To Khul Ke Kaho..
It’ s The Time To Disco,It’ s The Time To Disco
Keh Do Milo Jis Jisko,It’ s The Time To Disco
Josh Mein Naachti Rangeen Shaam Hai,Bin Piye Jhoomta Hais Ama
Hosh Ka Ab Yahan Bolo Kya Kaam Hai,Tez Hai Dhadkane Dil Javan
Yuh Hi Reh Hai Theek Hai Na,Aur Hai Kehna To Khul Ke Kaho..
It’ s The Time To Disco,It’ s The Time To Disco
Samjho Zara Tum Isko,It’ s The Time To Disco
Dil Hai Mera Deewana Kya…
Baazigar………..
Cm Bb Cm
Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Cm Bb Cm G#
Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Bb Cm
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Bb Cm
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
G# Cm
Tu Hai Meri Kiran
G# Cm
Tu Hai Meri Kiran
Jadoo Teri Nazar …
Eb G#
Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Cm
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu
Fm Cm
Tu Kisi Aur Ki Ho Na Jana
Fm Cm G#
Kuch Bhi Kar Jaaonga Main Deewana
Tu Haan Kar Ya …
Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain
Maang Loonga Tujhe Asaman Se
Chheen Loonga Tujhe Is Jahaan Se
Tu Haan Kar Ya …
Koi Mil gaya……….
Koi mil gaya
E
Koi mil gaya
D7
Koi mil gaya
A G
Mujhko kya hua hai
A G
Kyon main kho gaya hoon
A G
Paagal tha main pehle
A G
Ya ab ho gaya hoon
Bm
Behki hai nigahein
G
Aur bikhre hain baal
E
Tumne banaya hai
Kya apna ye haal
E
Koi mil gaya
E
Mera dil gaya
A
Kya bataoon yaaron
E
Main to hil gaya
D7 A D E
Koi mil gay mil hi gaya
A
Mil gaya
A E
Jaane kya ho gaya hai mujhe
A E
Deewana log kehne lage
G
Ye deewangi hai kya
D
Humein bhi to ho pata
E A
Tumko kya ho gaya
Arre kal tak mujhko sab hosh tha
Dil mein khushiyon ka josh tha
Phir ye becheini hai kyon
Phir ye betaabi hai kyon
Kya koi kho gaya
Koi mil gaya…
Baadal banke kaun aa gaya
Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya
Chaahoon ki bataoon main
Phir bhi keh na paoon main
naam uska hai kya
O naam na lo par kuchh to kaho
Halka sa koi ishaara to do
Meri aankhon mein hai vo
Meri saanson mein hai vo
Aur kahoon tumse kya
Koi mil gaya..
Muhko kya hua hai..
SocialVibe